07 December 2006

Zainab


Maqsade hayat-e-Islam ki unvaan zainab
Karbala-o-sham ke bazar ki mehmaan zainab

Asiri ke alam main paikare karvan bangayi
Shab ki tariki main jalti hui ek shama zainab

Be pardah ho ke bhi misle hijaab thi
Pardah dari ki shaan Fatima ki jaan zainab

Chup gayi badalon main is tarah ki dastan ban gayi
Zikre masayb-e-husain ki pahli zakarah zainab

--A tribute to HER


No comments: